Yeh Ishq nahin aasan (Full Poetry)








Yeh Ishq nahin aasan (Full Poetry)

Masoom mohabbat ka bas itna fasaana hai
Kaghaz ki haveli hai,barish k zamana hai

kya rasm-e-mohabbat hai kya sharta-e- zamana hai
Awaz bhi zakhmi hai,aur geet bhi gana hai

Toota hua dil apna yoon unko dikhaana hai
Bheegi hui aankhon se  aik sher sunnana hai

Us paar utarney ki umeed naheen rakhna 
kashti bhi puraani hai aur toofan bhi aana hai

Naddani mere dil ki phir ishq ke zaad par hai
Phir aag ka darya hai,phir doob hi jaana hai

Yeh ishq nahain aassaan ,bas itna lijiya
Aik aag ka darya hai,aur doob k jaana hai

                              (Poet:Jigar Moradabadi)

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

NAHI TO (Full Poetry) | JAUN ELIA

WOH JO GEET TUM NE SUNA NAHI (Full poetry)| Amjad Islam Amjad

Kabhi Mil Tu Tujh Ko Batain Hum (Poetry) | Malik Javed Yousuf Bashir Qureshi